- - - Uss Nain Door
Uss Nain Door
Uss ne door rehnay ka mashwara bhi likha ha Saath hi muhabbat ka waasta bhi likha ha
Uss ne yeh bhi likha ha ke mere ghar nahi aana Aur saaf hi lafzo main raasta bhi likha ha
Kuch haroof likhay ha zabt ki nashist main Kuch haroof main uss ne hosla bhi likha ha
Shukrya bhi likha hai dil se yaad karnay ka Dil se dil ka kitna faasla hai yeh bhi likha hai
<< Back -:- Send Us Your Poetry
Contact | Advertise | Support Us | Links | SiteMap