- - - Kabhi Yu Bhi Aa

 
 

 

 


Kabhi Yu Bhi Aa

 

Kabhi yun bhi aa meri aankh main
Ke meri nazar ko khabar na ho

Mujhe aik raat nawaz de
Magar uss ke baad sehar na ho

Woh bara Raheem-O-Kareem hai
Mujhe yeh sift bhi ata karey

Ke main ussay bhoolney ki duaa karu
To meri duaa main asar na ho

 


 

<< Back -:- Send Us Your Poetry